Khushi k geet gaaney ko
Khushi ke geet gaaney ko zara si baat kaafi hai, Naseeb-e-gham bhulaaney ko zara si baat kaafi hai, Ghareeb-e-sheher ke ghar udaasi laakh rehti ho, Magar hansne hasaaney ko zara si baat kaa…
Khushi ke geet gaaney ko zara si baat kaafi hai, Naseeb-e-gham bhulaaney ko zara si baat kaafi hai, Ghareeb-e-sheher ke ghar udaasi laakh rehti ho, Magar hansne hasaaney ko zara si baat kaa…
Zindagi khaak na thi, khaak urratey guzri, Tujhse kya kehtey tere pass jo Aatey guzri, Din jo guzraa to kisi ki yaad mein guzra, Shaam ayi to koi khawb dikhatey guzri.!
Hijar ka naag to pathar ghayal kar deta hai, Sonay jese shakhss ko peetal kar deta hai, Mere ishq mein shayed koi kami huyi ho, Tera hussn to ab bhi paagal kar deta hai, Aesi lazzat kahin n…
Na tumhey hosh rahey or na mujhey hosh rahey, Is qadar toot kay chaaho mujhey pagal kar do...!
Yeh mohabbat bhi kya rog ha Faraz, Jisey bhooley woh sadaaa yaad aaya.!
Har shakhs nahin hota har shakhss ke kabil, Har shakhs ko apne liye socha nahin kartey.!
Qissa abbi hijaab se agey nahi barha, Main ap, abhi janab se agey nahi barha, Lekin mein pehle baab se agey nahi barha.. Muddat hui kitaab-e-mohabbat shuru kiye,
Hum bhi hon ge ap ke dil mein magar, Magar ik bhoolay huye qissay ki tarah, Kabhi jo na baant pao ge dard to yaad aonga, Hum tum jo they aik jism ke hissay ki tarah.!