Hum Ne Kab Manga ha tm se apni wafaon ka sila
Hum Ne Kab Manga ha tm se apni wafaon ka sila, Bus dard dety raha kro, Mohabbat brhti jaye gi..!
Hum Ne Kab Manga ha tm se apni wafaon ka sila, Bus dard dety raha kro, Mohabbat brhti jaye gi..!
Shidat-e-Gham Main Kami Na Aayi Zara Bhi, Dard Dard Hi Raha Ulta Bhi Likha Seedha Bhi.!
Dil hijr k dard se bojhal hai, ab Aan milo to behter hai, Is baat se hum ko kya matlab, yeh kaise ho yeh kyun kar ho? Ik bheek k donon kaasay hain, ek pyaas k donon pyaase hai, Hum khaiti h…
Dil dard ki shiddat se khoon-gashta-o-see paara, Is sheher mein phirta hai ek wehshee-o-awara, Shayar hai ke aashiq hai, jogi hai ke banjara, Darwaza khula rakhna, Seene se ghata uthe, aank…
Hum bhi hon ge ap ke dil mein magar, Magar ik bhoolay huye qissay ki tarah, Kabhi jo na baant pao ge dard to yaad aonga, Hum tum jo they aik jism ke hissay ki tarah.!
Kaun sood-o-ziyaa’n ki duniya mein, Dard-e-ghurbat ka sath deta hai, Jab muqaabil hon ishq aur daulat, Husnn daulat ka saath deta hai.. (sood-o-ziyaan;profit)
Siskian Leti Howi Ghamgeen Hawaon, Chup Raho So Rahain Hain Dard, In Ko Mat Jagao, Chup Raho Raat Ka Pathar Na Pighlay Ga Shuaaon Ke Bagair Subaah Honay Tak Na Bolo Ham Nawao, Chup Raho Ban…
Kisi Ghareeb Qabeelay Ki Aabru Ki Trha, Humara Dard Kisi Dard Main Shumar Nahi..!