4 Line Urdu Poetry

Khushi k geet gaaney ko

Khushi ke geet gaaney ko zara si baat kaafi hai, Naseeb-e-gham bhulaaney ko zara si baat kaafi hai, Ghareeb-e-sheher ke ghar udaasi laakh rehti ho, Magar hansne hasaaney ko zara si baat kaa…

مزید پڑھیں

Zindagi khaak na thi

Zindagi khaak na thi, khaak urratey guzri, Tujhse kya kehtey tere pass jo Aatey guzri, Din jo guzraa to kisi ki yaad mein guzra, Shaam ayi to koi khawb dikhatey guzri.!

مزید پڑھیں

Hum bhi hon ge...

Hum bhi hon ge ap ke dil mein magar, Magar ik bhoolay huye qissay ki tarah, Kabhi jo na baant pao ge dard to yaad aonga, Hum tum jo they aik jism ke hissay ki tarah.!

مزید پڑھیں

Husnn daulat ka saath deta hai...

Kaun sood-o-ziyaa’n ki duniya mein, Dard-e-ghurbat ka sath deta hai, Jab muqaabil hon ishq aur daulat, Husnn daulat ka saath deta hai.. (sood-o-ziyaan;profit)

مزید پڑھیں
مزید پوسٹس لوڈ کریں
کوئی نتائج نہیں ملے