Designed Urdu Poetry
Hamdardiyaan Khaloos Dilasay Tasaliyaan
Hamdardiyaan Khaloos Dilasay Tasaliyaan, Dil Tootnay Kay Bad TAmashay Boht Huay.!
Hamdardiyaan Khaloos Dilasay Tasaliyaan, Dil Tootnay Kay Bad TAmashay Boht Huay.!
Apnay Matlab Kay ilawa Kon Kisi Ko Puchta Ha, Shajar Jb Sookh Jaayein To Parinday Bhi Basera Nahi Krty.!
Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta, Le Ja Yeh Dikhaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.!
Mujh Se Ab Aur Tamaasha Ho Nahi Sakta, Lay Jaa, Yeh Dikhaaway Ki Hansi Bhi Aa Kr.!
Sabab ronay ka wo poochain to itna kehna qaasid, Mujhay hansna nahi aata, Jahan pr tm nahi hotay..!
Piyar ki kahani mein such ager mily to, Umer baandh leti hein larkiyan wafaon sy.!
Ajj Koi Neya Zakham Nahi Dia Us Ne, Qaasid! Pata karo Wo Theak Toh Ha..!
Naaraaz Tum Naaraaz Hum Kese Mitaayein Yeh Dooriyaan, Hum Muntazir Tum Bay Khabar Dono Ki Hain Majbooriyan.!